Aanewala Pal Jaanewala Hai (2) Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh Jaanewala Hai
Ek Baar Yoon Mili Maasoom Si Kali (2) Ho Khilte Hue Kahaan Pushpaash Mein Chali Dekha To Yahin Hai Dhundha To Nahin Hai Pal Jo Yeh Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh Jaanewala Hai
Ek Baar Waqt Se Lamha Gira Kahin (2) Wahaan Dastan Mili Lamha Kahin Nahin Thoda Sa Hasaake Thoda Sa Rulaake Pal Ye Bhi Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh Jaanewala Hai Ho Ho Aanewala Pal Jaanewala Hai (2)
Film: Golmal Lyrics: Gulzar (Won the Filmfare Best Lyricist Award for this song) Music: Rahul Dev Burman Singer: Kishore Kumar Actors: Amol Palekar, Bindya Goswami Film Genre: Comedy Year of Release: 20th April 1979